Sunday, November 2, 2014

Maaeri By ....

Teriyaan meriyaan pul gaya Pul gaya haar te jeet Hey maaye ki karna main jeet nu Hove naa jeee meet hove naa je meet Bindiya lagati thi to kaampti thi palkain meri chunniyan sajaa ke woh deti waadein kal ke maaeri Mere haathon main tha uska haath Thi chaashni si har uski baat Maaeri aap hi hansdi maaeri aap hi rondi Maaeri yaad woh yaad woh aaeri Gallan o kardi maaeri aakhan naal larhdi Maaeri yaad woh yaad woh aaeri He maaeri Baarishon main lipatke maa aati thi woh chalke maaeri Deriyaan ho jaye to roti halke halke maaeri Phir se main roun phir se woh gaye Thandi hawaaen ban ke chhaye Maaeri heeri o gaandi maaeri gidde o paundi Maaeri yaad woh yaad woh aaeri Jannataa o longdi maaeri mannatta o mangdi Maaeri yaad woh yaad woh aaeri Ab ka karoon kaa se kahoon e maaeri Ab ka karoon kaa se kahoon e maaeri Ho… LyricsMAsti.com Duniya paraaee chhod ke aajaa Jhoote saare naate tod ke aajaa Saun rab di tujhe ik baari aajaa Ab ke milein to honge na judaa Na judaa… Na judaa… ho… Hoonte to aaye koi te le aaye Maaeri yaad woh yaad woh aaeri Gallaan o kardi maaeri akhiyan nal larhdi Maaeri yaad woh yaad woh aaeri Pull gayi mera pyaar maae bas lage maheene char Maaeri yaad woh yaad woh aaeri Yaad woh aaeri maaeri yaad woh aaeri Maaeri yaad woh yaad woh aaeri Ab ka karoon ka se kahoon e maaeri Ab ka karoon ka se kahoon e maaeri

Monday, July 28, 2014

Poetry : Ahista Chal Zindagi : By Unknow writer

आहिस्ता चल ज़िन्दगी, अभी कई क़र्ज़ चुकाना बाकी है, कुछ दर्द मिटाना बाकी है, कुछ फ़र्ज़ निभाना बाकी है; रफ्तार में तेरे चलने से कुछ रूठ गए, कुछ छुट गए ; रूठों को मनाना बाकी है, रोतो को हसाना बाकी है ; कुछ हसरतें अभी अधूरी है, कुछ काम भी और ज़रूरी है ; ख्वाइशें जो घुट गयी इस दिल में, उनको दफनाना अभी बाकी है ; कुछ रिश्ते बनके टूट गए, कुछ जुड़ते जुड़ते छूट गए; उन टूटे-छूटे रिश्तों के ज़ख्मों को मिटाना बाकी है ; तू आगे चल में आता हु, क्या छोड़ तुजे जी पाऊंगा ? इन साँसों पर हक है जिनका , उनको समझाना बाकी है ; आहिस्ता चल जिंदगी , अभी कई क़र्ज़ चुकाना बाकी है । Writer : Unknown

Saturday, July 20, 2013

Songs N' Expressions: Mai Ni Meriye - Mohit Chauhan, Fitoor

Songs N' Expressions: Mai Ni Meriye - Mohit Chauhan, Fitoor: This song by Mohit chauhan has made an irreplaceable place in my heart since I heard it for the first time. The album (Fitoor) has many son...

Monday, April 19, 2010

Enigma - Silence Must Be Heard

"Silence Must Be Heard"

Look into the others eyes, many frustrations
Read between the lines, no words just vibrations
Don't ignore hidden desires
Pay attention, you're playing with fire
Silence must be heard, noise should be observed
The time has come to learn, that silence ...
Silence must be heard
Or diamonds will burn, friendly cards will turn
Cause silence has the right to be heard
People talk too much for what they have to say
Words without a meaning, just fading away
Silence must be heard, noise should be observed
The time has come to learn, that silence ...
Silence must be heard
Or diamonds will burn, friendly cards will turn
Cause silence has the right to be heard

Tuesday, December 23, 2008

Koi Deewana Kehta Hai - by Dr. Kumar Vishvas

Koi diwana kehta hai, koi pagal samajhta hai,
Magar dharti ki baichani ko bas badal samajhta hai.
Main tujhse door kaisa hoon, tu mujhse door kaisi hai,
Yeh tera dil samajhta hai ya mera dil samajhta hai.

Mohabbat ek ehsason ki pawan si kahani hai,
Kabhi kabira diwana tha, kabhi mira diwani hai.
Yahan sab log kahte hain meri aankhon mein ansoon hain,
Jo tu samjhe to moti hai, jo na samjhe to pani hai.

Samandar pir ka andar hai lekin ro nahin sakta,
Yeh ansoon pyar ka moti hai, isko kho nahin sakta.
Meri chahat ko dulhan tu bana lena, magar sun le,
Jo mera ho nahin paya, woh tera ho nahin sakta.

Bhramar koi kumudini par machal baitha to hungama,
humaare dil mein koi khwab pal baitha to hungama.
Abhi tak dhoob kar sunte the sab kissa mohabbat ka,
Main kisse ko haqiqat mein badal baitha to hungama

Pagli Ladki - By Dr. Kumar Vishvas

One of my favorite

One More Awesome Creation of Dr. Kumar Vishvas

Pagli Ladki

Amawas ki kaali raaton mein dil ka darwaja khulta hai,
Jab dard ki pyaali raaton mein gum ansoon ke sang hote hain,
Jab pichwade ke kamre mein hum nipat akele hote hain,
Jab ghadiyan tik-tik chalti hain, sab sote hain, hum rote hain,
Jab baar baar dohrane se saari yaadein chuk jaati hain,
Jab unch-neech samjhane mein mathe ki nas dukh jaati hain,
Tab ek pagli ladki ke bin jeena gaddari lagta hai,
Aur us pagli ladki ke bin marna bhi bhari lagta hai.

Jab pothe khali hote hain, jab har sawali hote hain,
Jab gazlen raas nahin aatin, afsane gaali hote hain.
Jab baasi feeki dhoop sametein din jaldi dhal jaata hai,
Jab suraj ka laskhar chhat se galiyon mein der se jaata hai,
Jab jaldi ghar jaane ki ichha mann hi mann ghut jaati hai,
Jab college se ghar laane waali pahli bus chhut jaati hai,
Jab beman se khaana khaane par maa gussa ho jaati hai,
Jab lakh mana karne par bhi paaro padhne aa jaati hai,
Jab apna har manchaha kaam koi lachari lagta hai,
Tab ek pagli ladki ke bin jeena gaddari lagta hai,
Aur us pagli ladki ke bin marna bhi bhari lagta hai.

Jab kamre mein sannate ki awaj sunai deti hai,
Jab darpan mein aankhon ke neeche jhai dikhai deti hai,
Jab badki bhabhi kahti hain, kuchh sehat ka bhi dhyan karo,
Kya likhte ho dinbhar, kuchh sapnon ka bhi samman karo,
Jab baba waali baithak mein kuchh rishte waale aate hain,
Jab baba humein bulate hain, hum jaate hain, ghabrate hain,
Jab saari pahne ek ladki ka ek photo laya jaata hai,
Jab bhabhi humein manati hain, photo dikhlaya jaata hai,
Jab saare ghar ka samjhana humko fankari lagta hai,
Tab ek pagli ladki ke bin jeena gaddari lagta hai,
Aur us pagli ladki ke bin marna bhi bhari lagta hai.

Didi kahti hain us pagli ladki ki kuchh aukat nahin,
Uske dil mein bhaiya tere jaise pyare jasbat nahin,
Woh pagli ladki nau din mere liye bhooki rahti hai,
Chup-chup saare vrat karti hai, par mujhse kabhi na kahti hai,
Jo pagli ladki kahti hai, main pyar tumhi se karti hoon,
Lekin mein hoon majboor bahut, amma-baba se darti hoon,
Us pagli ladki par apna kuchh adhikar nahin baba,
Yeh katha-kahani kisse hain, kuchh bhi to saar nahin baba,
Bas us pagli ladki ke sang jeena fulwari lagta hai,
Aur us pagli ladki ke bhin marna bhi bhari lagta hai

~ Dr Kumar Viswas